Friends Ek Kamal ki News aai hai What’s App ki taraf se. What’s
app ne ek naya features Beta users
ke liye available karwarya hai, halaki yeh feature IOS user ke liye pehle hi aa
chukka tha lekin ab Android User ke liye bhi available ho gya hai. Is Feature
ka naam Album Feature hai, Yeh
bilkul Facebook ki tarah hai jaise ki aap facebook mein 1 ya 1 se jayda photo
dalte ho weh ek album ban jaati hai, usi tarah What’s app ne bhi kiya hai ki
jab aap kisi se chat karte ho or kaphi saari photo bhej dete ho to kabhi –
kabhi dudne me dikkat hoti hai. Chaliye ek or baar aapko samjhata hu jaise ki
aap kisi ko 10 Photo ek sath bhejte ho to be saari photo ek – ek karke jaati
hai or jis bhi person ko aap photo bheje hai to ushe scroll karke dekhna hota
hai ki pehli waali photo kon se thi lekin ab ek ablum ban karke jayga or samne
waala person ya aap sedhe us album ko khol karke puri photo ek sath view kar
sakte hai. Yeh ek bahut hi kamal ka feature hai.
Mene jo Image di hai usme aap dekh sakte ho ki Album feature
kaisa hoga.
Lekin me aapko bata dena chahunga ki yeh abhi sabhi what’s
app user ke liye available nhi hai yeh sirf or sirf Android Beta user ke liye
available hai or Yeh abhi Testing me chal raha hai kuch hi dino mein yeh sabhi
ke liye available ho jayga.
Ab aap confuse mat hona ki yeh Beta user kya hota ya Android
beta tester kya hota, Ab aapke liye ek choti si line mein bata deta hu ki beta
user kya hota hai oR kaise bante hai.
Jab bhi koi company apni Application/website ko upgrade( new
features dalti hai )karti hai, to ushe sabhi tak pahuchane se pehle test kiya
jaata hai ki koi kami ya error to nhi hai, Ager sab kuchh sahi rehta hai to use
officially launch kar diya jata hai. Ab jo bhi log ishe test karte hai inhe
Beta user kehta hai. Beta user banne ke liye ager aap Android user hai to
Playstore mein jaye or Jis bhi application ka aapko beta user/tester banana
hai, ushi aap ko open karke sabse niche jaake Beta user ke liye apply kar de,
Jaise hi aap apply karoge uske 15 se 20 min baad ush app ko aap ko update karna
hoga or aap Beta user ban Jayge. Jab aap Beta user ban jaoge kisi aap ka to wah
app jab bhi koi feature lane waali hogi to sabse pehle aapko mil jayga baad
mein ager wo feature success ho gya to sabhi tak pahuch jayga.
Simple tha na To chaliye mujhe ummid hai aap samjh gye honge
or mene jo jankari di aapko pasand aayi hogi.
Thank You
Ager aap chahte hai
ki aap ko Daily Technology se related News/Information milti rahe to aap hamari
Website/Youtube Ko Subscribe Kar Sakte hai, Ager aap Website/Youtube ko
subscribe karna chahte h to Aap ko Website/Youtube me hi subscribe karne ka
option mil jayga.
Ager aap hamari
website ko mobile se visit kar rahe hai to aap Hamari mobile aap bhi download
kar sakte hai. Click Here
For Download App - https://goo.gl/pvQ2qa
Me puri kosis karunga
aapke liye achhe se achhe content lane ki
Ager aap ko koi
Spacial Topic ke baare me janna h to aap mujhe jarur bataye me poori kosis
karuna ki aapko jaisa content chaiye wesa hi kuch daalu
Aap hame Follow kar
sakte h neche diye huye Follow links par ja ke
Aap apne
Friends/Family ko bhi bataiye www.manubroadcast.com ke baare me taaki sabhi Technology se judh
paaye or jaan paaye Technology ko kareeb se.
Aap hame yaha pe bhi
Follow kar sakte hai.
Ager aap mujhse
Contact karna chahte h ya phir kuchh Puchhna/Batana chahte h to Comment kare ya
phir mujhe aap mail bhi kar sakte h ya phir chahe to social media pe bhi mujhse
jud sakte h
Android Mobile
Application Of Manu Broadcast - https://goo.gl/pvQ2qa OR https://drive.google.com/open?id=0B9vZIQan3bdfQkd6RElxaDUzS1k
For any enquiry,
suggestions or any complain so leave a comment on comment box
NOTE : ALL THE
IMAGES/PICTURES SHOWN IN BELONGS TO THE RESPECTED OWNERS AND NOT ME..
I AM NOT THE OWNER OF
ANY PICTURES/VIDEO
Thank You J Keep support J
No comments:
Post a Comment
Thanks For Comment